samajh me nahi aa raha me kya karu. ghar wale to hamare shadi ke liye maan ne ko raji hi nahi ho rahe. aur me us se break up bhi nahi kar paungi. bohat pyar jo karta hai wo mujhse. hamesha me itni confused kyun rehti hun…he bhagwan ya toh mujhe uska bana de ya phir hamara sahi se breakup kara de. me kisi ko dukh dena nahi chahti. par aisi situation me jeena mushkil lag raha hai.
